Meta-chords

Phir Kabhi Chords & Lyrics - Arijit Singh

Download Edit Personally
View ❮ ❯
YouTube
Share Facebook
Instr.
Trans. 0
Scroll
Metro.
Font
❮
Key: A Major
Main Chords: A, E, B, C#m
Total Chords Used: 4
Difficulty:
  • 🎸 Guitar: Medium
  • 🎶 Ukulele: Medium
  • 🎹 Piano: Easy
Language: hau
 
[E] Yeh lamha [A] jo thehra hai
[E] Mera hai [A] ya Tera hai
[B] Yeh lamha main jee loon [A] zara

[E] Tujh mein khoya rahoon main
[C#m] Mujh mein khoyi rahe tu
[A] Khudko dhoondh lenge [B] phir kabhi

[E] Tujhse milta rahoon main
[C#m] Mujhse milti rahe tu
[A] Khud se hum milenge [B] phir kabhi
Haa… [A] phir kabhi

[E] Kyun bewajah gun[C#m]gunaaye
[E] Kyun bewajah mus[C#m]kuraaye
[A] Palkein chamakne [B] lagi hai
[A] Ab khwaab kaise [B] chupaaye

[E] Behki si [A] baatein kar lain
[E] Hans hans ke [A] aankhen bhar lain
[B] Ye behoshiyan phir [A] kahan

[E] Tujh mein khoya rahoon main
[C#m] Mujh mein khoyi rahe tu
[A] Khudko dhoondh lenge [B] phir kabhi

[E] Tujhse milta rahoon main
[C#m] Mujhse milti rahe tu
[A] Khud se hum milenge [B] phir kabhi
Haa… [A] phir kabhi

[E] Dil pe taras aa raha hai
[A] Pagal kahin ho na jaaye
[E] Woh bhi main sun’ne laga hoon
[A] Jo tum kabhi keh na paaye

[E] Yeh subah [A] phir aayegi
[E] Yeh shamein [A] phir aayengi
[B] Yeh nazdeekiyaan phir [A] kahan

[E] Tujh mein khoya rahoon main
[C#m] Mujh mein khoyi rahe tu
[A] Khudko dhoondh lenge [B] phir kabhi

[E] Tujhse milta rahoon main
[C#m] Mujhse milti rahe tu
[A] Khud se hum milenge [B] phir kabhi
Haa… [A] phir kabhi
Used chords
Most viewed chords today