Meta-chords

Rim Jhim Rim Jhim Chords & Lyrics - Kumar Sanu

Download Edit Personally
View ❮ ❯
YouTube
Share Facebook
Instr.
Trans. 0
Scroll
Metro.
Font
❮
Key: E Minor
Main Chords: Em, Bm, C, D, G
Total Chords Used: 5
Difficulty:
  • 🎸 Guitar: Medium
  • 🎶 Ukulele: Medium
  • 🎹 Piano: Easy
Language: snk
 
CAPO on 3rd Fret

[INTRO]
[Em]Rim jhim rim jhim, rum jhum [D]rum jhum
Bheegi bheegi [C]rut mein, tum hum, [Bm]hum tum
[Em]Chalte hain, [Bm]chalte h[Em]ain

[VERSE]
[Em]Bajta hai jal tarang, teen ki chat pe jab
Motiyon jaisa jal [Bm]barse
[D]Boondon ki yeh jhadi, laai hai woh ghadi
[C]Jiske liye hum [Em]tarse
[Em]Ho bajta hai jal tarang, teen ki chat pe jab
Motiyon jaisa jal [D]barse
[Em]Boondon ki yeh jhadi, laai hai woh ghadi
Jiske [C]liye hum tarse[Em]

[CHORUS]
[Em]Rim jhim rim jhim, rum jhum [D]rum jhum
Bheegi bheegi [C]rut mein, tum hum, [Bm]hum tum
Chalte [Em]hain, c[Bm]halte h[Em]ain

[VERSE]
[Em]Baadal ki chadrein odhe hain [G]waadiyan
[Em]Saari dishayein soyi [Bm]hain
[D]Sapnon ke gaaon mein
[Bm]Bheegi si chhaanv mein
[C]Do aatmaayein khoi hain[Em]
[Em]Ho baadal ki chadrein odhe hain [G]waadiyan
Saari dishayein soyi hain[Bm]
[G]Sapnon ke gaaon mein
[D]Bheegi si chhaanv mein
[C]Do aatmaayein khoi hain[Em]
Used chords
Most viewed chords today