Pal Chords & Lyrics - Arijit Singh

View
YouTube
Instr.
Trans. 0
Scroll
Metro.
Font
Key: C Major
Main Chords: C, G, D, Em, A
Total Chords Used: 7
Difficulty:
  • 🎸 Guitar: Medium
  • 🎶 Ukulele: Medium
  • 🎹 Piano: Easy
Language: fuf
 
[VERSE]
[Em]Pal kaisa pal
Pal mein jaaye p[Am]hisal
[G]Chaah ke bhi pakad paaun na (x2) [D]

[Em]Milke juda ho na paayega dil[A]
Dil ko main[C] samajh paaun na [D]

Hmmm… khwahish hai[G] itni si yaar [C]
[G]Der tak rukna abki baar [C]
[G]Pyaar ke lamhe ho’n hazaar [C]
[C]Unhi mein sadiyaan jee lu[D]nga main

Oh..
[Em]Pal kaisa pal
Pal mein jaaye p[A]hisal
Chaah ke bhi pak[C]ad paaun na [D]

[Em]Milke juda ho na paayega di[A]l
Dil ko main [C]samajh paaun na [D]
Samajh paaun na… [G] [C]
Samajh paaun na… [G] [C]

[VERSE]
[Em]Matmaile paaniyon mein [C]
Aks ter[D]a dikhta hai
[Em]Baarish ki boonda-boondi mein [C]
Panney dhundhl[D]e likhta hai

[C]Jo hona hai ho jaane do
[B]Taaron ko so jaane do
[C]Saanson ko kho jaane do na… [D]

[G]Ab tere bin mera [C]
[G]Zikr hi gum jaayega [Am]
[G]Iss pal ko kass ke thaam lun [C]
[C]Hatheli se p[D]hir nikal jaaye naa

Oh..
Pal ka[Em]isa pal
Pal mein jaaye p[Am]hisal
[C]Chaah ke bhi pakad paaun na [D]

[Em]Milke juda ho na paayega di[A]l
Dil ko main [C]samajh paaun na [D]
Samajh paaun na… [G] [C]
Samajh paaun na… [G] [C]
Used chords
More of Arijit Singh
Most viewed chords today