Meta-chords

Yaad Hai Na Chords & Lyrics - Arijit Singh

Download Edit Personally
View ❮ ❯
YouTube
Share Facebook
Instr.
Trans. 0
Scroll
Metro.
Font
❮
Key: G Minor
Main Chords: Gm, Eb, C, F, Cm
Total Chords Used: 7
Difficulty:
  • 🎸 Guitar: Medium
  • 🎶 Ukulele: Medium
  • 🎹 Piano: Easy
Language: rmn
 
[INTRO]
[Gm] [C] [Eb] [Gm] [D] [Gm]

[VERSE]
[Gm]Wo mere aane pe kh[C]il jaana tera
[Eb]Wo mere jaane pe chid jaana tera
[Cm]Wo mere chhune pe chhil ja[F]ana tera
Yaad hai[Gm] na[C]… [Eb] [Gm]

[Gm]Wo paas aane pe pighal [C]jaana tera
[Eb]Boond boond mujhpe baras jaana tera
[Cm]Til til mujhko woh tarsan[F]a tera
Yaad hai [Gm]na, yaad hai [Eb]na, yaad hai [Gm]na..

[INSTRUMENTAL]
[Gm] [C] [Eb] [Gm]

[VERSE]
[Gm]Honthon se palkon [Eb]ko kholna
[D]Palkon pe dardon k[Cm]o tolna
[Eb]Dardon ko chadar m[F]ein ch[Gm]hodna

[Gm]Jo tere takiye pe neendein thi[C] padi
[Eb]Jo teri neendon mein raatein thi dhali
[Cm]Jo teri raaton mein saan[F]sein thi chali
Yaad hai [Gm]na, yaad hai [Eb]na, yaad hai [Gm]na..

[INSTRUMENTAL]
[Gm] [Eb] [F] [C] [Dm] [Eb] [F] [Gm]

[VERSE]
[Gm]Aaja na phir se c[Cm]haand tale
[D]Main aur tu ek [Cm]sath jale
[Eb]Main aur tu ek sa[F]th bujhe

[Gm]Wo mere aane pe khil ja[C]ana tera
[Eb]Wo mere jaane pe chid jaana tera
[Cm]Wo mere chhune pe chhil ja[F]ana tera
Yaad hai n[Gm]a..[C] [Eb] [Gm]

[Gm]Wo.. paas aane pe pighal j[C]aana tera
[Eb]Boond boond mujhpe baras jaana tera
[Cm]Til til mujhko tars[F]ana tera
Yaad hai [Gm]na, yaad hai [Eb]na, yaad hai [Gm]na..
Used chords
More of Arijit Singh
Most viewed chords today